Chalein?
Plan chuno, naam likho — card saath saath banta hai. Woh link kholenge, “Nahi” bhaagega, aur unka jawab email aur WhatsApp pe aayega.
₹49
₹149 · ek link · jawab tumhe milega
Bas 3 steps
Kaise kaam karta hai
- Plan chunoCoffee, movie, momos, sunset, stargazing… ya apna khud ka.
- Link bhejoWhatsApp ya Instagram pe. Unhe ek sealed card milega — “ek sawaal hai… 👀”.
- Jawab tumhare paasWoh haan bolein (ya politely mana karein), din chunein, aur bhejna chahein toh jawab tumhare page pe aa jaata hai.
Jawab sirf tab aata hai jab woh khud “bhejo” dabayein. Unpe koi pressure nahi — “Nahi” button bhaagta zaroor hai, par ek seedha “sach me nahi ho payega” option hamesha rehta hai.


